Google Ads

Archive for the ‘Faraz Sms Messages’ Category

faraz

Thursday, January 21st, 2010

us waqt to mera sar fakhar se uncha hogya
faraz

jab meri dadi bathroom men girien or dil per hath rakh k boli
ALL IZZ WELL small text add


faraz

Thursday, January 21st, 2010

Aik he kambal main ghuss gaye Mohsin or riaz…
..
..
..
..
..
Kiun k pankha full speed se chala k bhaag gaya Faraz… ;->
small text add


Faraz Sms

Sunday, December 6th, 2009

Faraz Sms Messages :: Faraz Text Messages

jis ko bhi chaha use shidat se chaha ha ‘Faraz’
silsila tuta nahin dard ki zanjir ka…

************

lo phir tere labon pe usi bevafa ka zikr
Faraz tujh sey kaha naa bahut huaa..

************

zamaane bhar ke dukhon ko lagaa liyaa dil se
is aasare pe ke ik gamgusaar apanaa hai
Faraz raahat-e-jaan bhi vahi hai kyaa kije
wo jis ke haath se sinaafigaar apanaa hai..

************

ye kya k sab se bayan dil ki halaten karni
Faraz tujh ko na ain muhabbaten karani
ye qurb kya hai k tu samane hai aur hamain
shumar abhi se judai ki sa’aten karani

************

wo samane hai magar tishnagi nahin jaati
ye kyaa sitam hai ke dariyaa saraab jaisa ha
Faraz sang-e-malaamat se zakhm zakhm sahi
hamain aziz hai khaanaakharaab jaisa ha.

************

uss ki dunya may tumharay jasay hazaron han “Faraz”
tumm hi pagal thay jo uss ko pa kar maghror ho gay.

************

Jb chaltY they to hum tanha thay ,FARAZ,
Phr tum mile,ghum milY, phir kaafla sa ban gaya.

************

apna samaj kar jis keliya ujar gaye hum Faraz
wo kal ja raha tha kisi ajnabi k saath.

************

Samndar me Fanaa hona to kismat ki kahani hai FARAZ!
Jo Marta hen Kinaroon par Mujhe Dukh un pe Hota hay.

************

In barishon sy doosti achi ni fraz
kucha tera makaan hy kuch to khyal kr

************

Haseen yadoon ky kuch mosam ussay arsal karny hain faraz
Suna hay shab ko tanhai ussy sony nahi dati

************

Hum say bichar kar us ka takubar bikhar gia FARAZ
Har aak say mil raha hay baree aajzi ky sath

************

Waqt-e-Qudrat ly aya hay aj humain usi gajah par FARAZ
Chal diy usi matti main jis ke hum amanat thy

************

Mian chaltay chaltay thak gia hon fraz.

….

koi to ho jo aak Sheezan he pila dy.

************

Wo barish main koi sahara dhondta hay Fraz

Aay Badil aj itna baris ka mari bahoon ko wo apna sahara bana ly

************

Yahan mazdur ko marny ki jaldi yun bhe hay fraz

….

K Zindagi ke kashma kash main Kafan mahnga na ho jiay

************

Easy AdSense by Unreal

Analytics Plugin created by Jake Ruston's Wordpress Plugins - Wordpress Plugin made by Hostgator Review and ImHosted Review.

Easy AdSense by Unreal

Analytics Plugin created by Jake Ruston's Wordpress Plugins - Wordpress Plugin made by Hostgator Review and ImHosted Review.